
作词 : Mehboob
作曲 : A. R. Rahman
Khamoshiyaan gungunane lagi
Tanhaaiyaan muskurane lagi
Khamoshiyaan gungunane lagi
Tanhaaiyaan muskurane lagi
♪
Khamoshiyaan gungunane lagi
Tanhaaiyaan muskurane lagi
Sargoshi kare hawa, chupke se mujhe kaha
"Dil ka haal bata, dilbar se na chhupa"
Sun ke baat yeh sharm se meri
Aankhein jhuk jaane lagi
Khamoshiyaan gungunane lagi
Tanhaaiyaan muskurane lagi
Sargoshi kare hawa, chupke se mujhe kaha
"Dil ka haal bata, dilbar se na chhupa"
Sun ke baat yeh sharm se meri
Aankhein jhuk jaane lagi
♪
Jaag utha hai sapna kis ka meri in aankhon mein
Ek nayi zindagi shaamil ho rahi saanson mein
Kisi ki yaadein hain sada hawaon mein
Kisi ki baatein hain dabi si honthon mein
Raat-din meri aankhon mein
Koi parchhaayi lehrane lagi
Khamoshiyaan gungunane lagi
Tanhaaiyaan muskurane lagi
Dil ka yeh karwaan, yun hi tha ravaan-davaan
Manzil na humsafar, lekin, ae meherbaan
Teri woh ek nazar kar gayi asar
Duniya sanwar jaane lagi
♪
Bekhayaali mein bhi aata hai khayaal tera
Beqaraari meri karti hai sawaal tera
Teri wafaon ki ummeed hai mujhko
Teri nigahon ki panaah de mujhko
Sun, ae hamnasheen
Aas yeh teri mujhko tadpane lagi
Khamoshiyaan gungunane lagi
Khamoshiyaan gungunane lagi
Tanhaaiyaan muskurane lagi
Tanhaaiyaan muskurane lagi
Dil ka yeh karwaan, yun hi tha ravaan-davaan
Manzil na humsafar, lekin, ae meherbaan
Teri woh ek nazar kar gayi asar
Duniya sanwar jaane lagi
Khamoshiyaan gungunane lagi
Tanhaaiyaan muskurane lagi