
作词 : Amitabh Bhattacharya
作曲 : Amitabh Bhattacharya
Faili thi siyaah raatein
Aayaa too subah leke
Bewajah see zindagi mein
Jeene kee vajah leke
Khoyaa tha samandaron mein
Tanhaa safina mera
Sahilon pe aayaa hai too
Jaane kis tarah leke
Faili thi siyaah raatein
Aayaa too subah leke
Bewajah see zindagi mein
Jeene kee vajah leke
Khoyaa tha samandaron mein
Tanhaa safina mera
Sahilon pe aayaa hai too
Jaane kis tarah leke
Kuch to hai tujh se raabtaa
Kuch to hai tujh se raabtaa
Kaise hum jaane hamein kya pata
Kuch to hai tujh se raabtaa
Ab kya hai kehna
Hamko hai rahana
Jannatein bhula ke teri
Banhon mein panaah leke
Faili thi siyaah raatein
Aayaa too subah leke
Bewajah see zindagi mein
Jeene kee vajah leke
···Music···
Sa
Ni sa sa da
Pa da ri sa ri
Pa di na sa
Sa ri sa ri wa ra ri ne
Ne
Meharbaanee
Jaathe-jaathe
Mujh pe kar gaya
Guzarata sa
lamaha ek daaman bhar gaya
Tera nazaaraa milaa
Roshan sithaaraa milaa
Taqadeer ka
Jaise koyi
Ishaara milaa
Ruthi huee khaahishon ne
Thodee see sulah leke
Aayaa too khaamoshiyon mein
Baathon kee jirah leke
Khoyaa tha samandaron mein
Tanhaa safina mera
Sahilon pe aayaa hai too
Jaane kis tarah leke
Faili thi siyaah raatein
Aayaa too subah leke
Bewajah see zindagi mein
Jeene kee vajah leke
Khoyaa tha samandaron mein
Tanhaa safina mera
Sahilon pe aayaa hai too
Jaane kis tarah leke
Kuch to hai tujh se raabtaa
Kuch to hai tujh se raabtaa
Kaise hum jaane hamein kya pata
Kuch to hai tujh se raabtaa
Ab kya hai kehna
Hamko hai rahana
Jannatein bhula ke teri
Banhon mein panaah leke
Faili thi siyaah raatein
Aayaa too subah leke
Bewajah see zindagi mein
Jeene kee vajah leke
I
Feel it inside
Don t know why
I feel it inside