
[00:15]Ud gaye tote re, tere to ud gaye tote re La la la la.... (x4)
[00:36]Teri aankhon se hui yaariyan chalte chalte yunhi
[00:42]Meri aankhon ne teri aankhon se aap-beeti kahi
[00:46]Teri aankhon k piche piche hum pagle se chal pade
[00:51]Meri aankhen ab dil ke chakar me kuch bhi na sunti hain
[00:57]Dil yeh dhokha dhadi kar dega, Socha na tha
[01:02]Itni yeh gadbadi kar dega, Socha na tha
[01:07]Aisi mushkil khadi kar dega, Socha na tha
[01:14]Ud gaye tote, tere to ud gaye tote re La la la la.... Ud gaye tote re, tere to ud gaye tote re
[01:39]Hote dil farebi hain Aur hum sirphire bhi hain Pyaar-vyaar hum nahi jaante
[01:49]Seedhe-saade lagte ho Phir kyun aise thugte ho Lagte hain kya nadaan se
[01:59]Hmm, isey jo maaf kije wallah
[02:03]Yeh dil zara sa hai nitthalla
[02:05]Iraade hain beimaan se
[02:09]Dil ye dhokha dhadi kar dega, Socha na tha
[02:15]Itni ye gadbadi kar dega, Socha na tha
[02:20]Aise mushkil khadi kar dega, Socha na tha..
[02:26]Ud gaye tote re, tere to ud gaye tote re O la la la.. Udd gaye tote re, tere to ud gaye tote re La la la la..
[02:57]Mere kaano mein kahin Roshandaano se kahin Chhanti teri aawaz hai
[03:08]Zyaada na hai ye kahe Chup bhi na hai yeh rahe Aankhon ka ye andaaz hai
[03:18]Chalo miyaan ho gaya milna Neendon mein bhi khona phisalna Khwaabon pe tum chalna dhyaan se
[03:28]Dil ye dhoka-dhadi kar dega, Socha na tha
[03:32]Itni yeh gadbadi kar dega, Socha na tha
[03:38]Aise mushkil khadi kar dega, Socha na tha...
[03:44]Ud gaye tote re, tere to ud gaye tote re La ra la la.... (x3)