
Jaanam dekh lo mitt gayi dooriyan
Main yahaan hoon
Yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
Jaanam dekh lo mitt gayi dooriyan
Main yahaan hoon
Yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
Jaanam dekh lo mitt gayi dooriyan
Main yahaan hoon
Yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
Kaisi sarhadein, kaisi majbooriyan
Main yahaan hoon
Yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
Tum chupa na sakogi
Main woh raaz hoon
Tum bhula na sakogi
Woh andaaz hoon
Goonjta hoon joh dil mein
Toh hairaan ho kyun
Main tumhare hi dil ki
Toh aawaaz hoon
Sun sako toh suno
Dhadkanon ki zabaan
Main yahaan hoon
Yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
Kaisi sarhadein, kaisi majbooriyan
Main yahaan hoon
Yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
Main hi main ab tumhare
Khayalon mein hoon
Main jawaabon mein hoon
Main sawaalon mein hoon
Main tumhare har ek
Khwaab mein hoon basa
Main tumhari nazar ke
Ujaalon mein hoon
Dekhti ho mujhe
Dekhti ho jahaan
Main yahaan hoon
Yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
Jaanam dekh lo mitt gayi dooriyan
Main yahaan hoon
Yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
Kaisi sarhadein, kaisi majbooriyan
Main yahaan hoon
Yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
Main yahaan hoon
Yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan