作词 : Gautam Aditya
作曲 : Jivitesh Kharbanda
Aaya savera..
Hai sab kuchh yahan pe sunhara..
Kuch to naya hai..
Yun mitne laga hai andhera...
Jo kuchh bhi khoya..
Wo tha hi nahi yaar mera..
Raaton se ladke..
Aaya hai mera savera..
Verse :
Ab roshni, saath chal rahi,
Yaad banke wo, raat tham gayi,
Gham ka saamaan, kho gaya...
Oonchi udaanein,
Aur hai hawaaon ka pehra
Rukna nahi hai,
Dariya ho kitna bhi gehra
Dikhne laga hai,
Khushiyon bhara ek chehra
Raaton se ladke,