歌词
作词 : Amitabh Bhattacharya
作曲 : Sachin-Jigar
Tere Vaaste Falak Se Main Chaand Launga
Solah Satrah Sitaare Sang Baandh Launga
Tere Vaaste Falak Se Main Chaand Launga
Solah Satrah Sitaare Sang Baandh Launga
Chaand Taaron Se Kaho
Abhi Thehre Zara
Chaand Taaron Se Kaho
Ki Abhi Thehre Zara
Pehle Ishq Lada Loon Uske Baad Launga
Pehle Ishq Lada Loon Uske Baad Launga
Tere Vaaste Falak Se Main Chaand Launga
Solah Satrah Sitaare Sang Baandh Launga
···Music···
Ho Hum Hai Zara Hatke
Janaab-e-Aali
Rehna Zara Bachke Hmm
Hum Hai Zara Hatke
Janaab-e-Aali
Rehna Zara Bachke
···Music···
Ho Dekha Jaaye Toh Vaise
Apne Toh Saare Paise
Rehke Zameen Pe Hi Vasool Hain
Chehra Hai Tera Chanda
Naina Tere Sitaare
Ambar Tak Jaana Hi Fizool Hai
Ambar Tak Jaana Hi Fizool Hai
Iske Baad Bhi Agar Tujhe Chain Na Mile
Poori Karke Main Teri Yeh Muraad Aaunga
Tere Vaaste Falak Se Main Chaand Launga
Solah Satrah Sitaare Sang Baandh Launga
Tere Vaaste Falak Se Main Chaand Launga
Solah Satrah Sitaare Sang Baandh Launga
···Music···
Janaab-e-Aali
Janaab-e-Aali
Humse Mohabbat Hai Janaab-e-Aali
Janaab-e-Aali
Janaab-e-Aali
Do Ik Hidayat Hai Janaab-e-Aali
Ho Hum Hai Zara Hatke
Janaab-e-Aali
Rehna Zara Bachke Hmm
Hum Hai Zara Hatke
Janaab-e-Aali
Rehna Zara Bachke Hmm