
作词 : Sameer
作曲 : Nadeem - Shravan
Tum jo kehdo to
Chaand taron ko
Tod laaunga main
In hawaaon ko
In ghataaon ko
Mod laaunga main
Kaisa manzar hai
Meri aankhon mein
Kaisa ehsaas hai
Paas darya hai
Door sehra hai
Phir bhi kyun pyaas hai
Paas darya hai
Door sehra hai
Phir bhi kyun pyaas hai
Kadmon mein Jahan yeh rakhdoon
Mujhse aankhen chaar karlo
Jitna beqaraar hun main
Khudko beqaraar karlo
Meri dhadkano ko samjho
Tum bhi mujhse pyaar karlo
Tum bhi mujhse pyaar karlo
Dil ne yeh kaha hai dil se
Mohabbat ho gayi hai tumse
Meri jaan mere dilbar
Mera aitbaar karlo
Jitna beqaraar hun main
Khudko beqaraar karlo
Meri dhadkano ko samjho
Tum bhi mujhse pyaar karlo
Tum bhi mujhse pyaar karlo
Aa aa aa aa aa
Meri yaadon mein
Mere khwaabon mein
Roz aate ho tum
Is tarah bhalaa
Meri jaan mujhe
Kyun sataate ho tum
Teri baahon se
Teri raahon se
Yun na jaaoonga main
Yeh iraada hai
Mera waada hai
Laut aaoonga main
Yeh iraada hai
Mera waada hai
Laut aaoonga main
Duniya se tujhe churaloon
Thoda intezaar karlo
Jitna beqaraar hun main
Khudko beqaraar karlo
Meri dhadkano ko samjho
Tum bhi mujhse pyaar karlo
Tum bhi mujhse pyaar karlo
Dil ne yeh kaha hai dil se
Mohabbat ho gayi hai tumse
Meri jaan mere dilbar
Mera aitbaar karlo
Jitna beqaraar hun main
Khudko beqaraar karlo
Meri dhadkano ko samjho
Tum bhi mujhse pyaar karlo
Tum bhi mujhse pyaar karlo
Aa aa aa aa aa
Tum bhi mujhse pyaar karlo