
作词 : Dev Kohli
作曲 : Jatin/Lalit
Aaj humari basti mein mach gai dhoom
Rang rangeeli basti hai
Aa masti mein jhoom
Aaj humari basti mein mach gai dhoom
Rang rangeeli basti hai
Aa masti mein jhoom
Ae apna Raju Hero hai
Aur hum Raju ke fan
Ke Raju ban gaya gentleman
Aaj humari basti mein mach gai dhoom
Rang rangeeli basti hai
Aa masti mein jhoom
Ae apna Raju Hero hai
Aur hum Raju ke fan
Ke Raju ban gaya gentleman
Dheere dheere chamka hai apna bhi sitara
Patthar se nikla hai paani ka phavwara
Apni hi dhun pe magan ho ke yaar
Dil mein hai kya main sabse chhupaun
Iss dil ko aaraam aa gaya rehta tha bechain
Ke Raju ban gaya gentleman
Tere kadmo pyare ek din saara jahaan hoga
Meri jaan arsh se kahin aage tera makaa' hoga
Tere kadmo pyare ek din saara jahaan hoga
Meri jaan arsh se kahin aage tera makaa' hoga
makaa' hoga, makaa' hoga
Uss maalik ki tujhpe inayat hogi ab din rain
Ke Raju ban gaya gentleman
Tere hote iss dharti par raaj kare he paisa
Duniya ka bhagwan hai paisa
Tu bhagwan hai kaisa
Ab yeh baat samajh mein aayi
Tu bhi apne jaisa
Paisa paisa paisa paisa...
Iss paise ke peeche duniya kho baithi sukh chain
Ke Raju ban gaya gentleman
Ding dong tur tur gaana re
Bam chik band bajana re
Ding dong tur tur gaana re
Bam chik band bajana re
Ae hum hain gawaani
Ke tere yaar jaani
Ke tu hai apni jaan
Ae hum hain gawaani
Ke tere yaar jaani
Ke tu hai apni jaan
Wonderful tum kaam kiya hai
Tum hai superman
Aaj humari basti mein mach gai dhoom
Rang rangeeli basti hai
Aa masti mein jhoom
Ae apna Raju Hero hai
Aur hum Raju ke fan
Ke Raju ban gaya gentleman