作词 : Sameer Rahat
作曲 : Sameer Rahat
Zindagi pe, kabhi yakiñ hua, kabhi yakiñ utha,
Kya humne, Chaaha tha, Kya maanga, aur Kya mila.
Khwahishoñ ke maayne naye,
Hum puraane hoke bhi naye,
Mausamoñ ke maayne naye,
Hum puraane hoke bhi naye.
Logoñ pe bhi, kabhi yakiñ hua, kabhi yakiñ utha,
Un saari baatoñ ka, Salaahoñ ka mila kya silaa.